Must-E-Guroor Ki Taqat Ka Gumaan,
Kuchh Is Kadar Tha.
Lagta Tha Har Cheez Mere Kaboo Mein Hai.
Par Is Reg-E-Waqt Ki Fitrat,
Kuchh Is Kadar Hogi Ye Andaza Na Tha.
Ke Mai Ise Samet ney Mein Laga Hun,
Aur Ye Kambakht Fisalti Hi Ja Rahi Hai.
Kuchh Is Kadar Tha.
Lagta Tha Har Cheez Mere Kaboo Mein Hai.
Par Is Reg-E-Waqt Ki Fitrat,
Kuchh Is Kadar Hogi Ye Andaza Na Tha.
Ke Mai Ise Samet ney Mein Laga Hun,
Aur Ye Kambakht Fisalti Hi Ja Rahi Hai.