Mere labon ki muskan se ye na samajh lena ke Zindagi Kamil hai, Bas us rab ka naam leta, Uski naimaton ka shukriya ada karta hun, Aur har roz ki tarah is zindagi ke safar par nikal padta hu.
Haal-e-dil likhta hu, Kuchh apni kehta, Kuchh tumhari sunta hu, Bas ek lafz khojta hu.