Skip to main content

Posts

Hum To Nazdeekiya Mazeed Karney Chaley They

HUM TO NAZDEEKIYA MAZEED KARNEY CHALEY THEY, JANEY KYUN YE FAASELAY HOTEY CHALE GAYE. HUM TO LAMHA BHI UNKEY NAAM KARNEY CHALEY THEY, JANEY KYUN WO MASROOF HOTEY CHALEY GAYE. KYA KHOOB HAI BAZEE  ZINDAGI KI KARNEY CHALEY THEY MOHABBAT, JANEY KYUN RABT SEY DUR HOTEY CHALEY GAYE.                                                                                     ............ ABHISHEK TOMAR

Jo Waqt Kay In Lamhon Pe Mera Ikhtiyaar Hota

Jo waqt kay in lamhon pe mera ikhtiyaar hota;  Zindagi ki bandishon mein yun na girftaar hota;  Haqeeqat aur tasawwur mein ye faaselah na baar-baar hota;  Nazar aandaaz karti in nigahon ko har dam mera intezaar hota;  Har zindagi, har waqt, har lamha, tujhe sirf mujhse pyaar hota;  Jo waqt kay in lamhon pe mera ikhtiyaar hota.